Aap Paytm KYC online verification ko ghar baithe kaise poora kar sakte hain, uske liye nimnlikhit steps follow karen:

Apne smartphone par Paytm app open karen aur apne account mein login karen.

App ke profile section mein "KYC" option par click karen.

Next, apna address details enter karen jaise aadhaar number, ghar ka number aur pin code.

Aapko apne Aadhaar card ka scanned copy upload karna hoga, jo aapki identity aur address ka proof hoga.

Aadhaar card upload karne ke baad, aapko facial recognition ke liye apni live photo leni hogi.

Jab aap sabhi zaruri steps poore kar lenge to "Submit" button par click karke apna Paytm KYC online verification poora karen.

Paytm KYC Online Verification at Home देखना चाहते हैं!! 🙏 👇👇